The Humma song of film Ok Jaanu at No. 4 with lyrics - Weekly Top 10 Songs!


Top-4
The Humma song of film Ok Jaanu at No. 4. It is a lively number.


Movie/album: Ok Jaanu (2017)
Singers: Badshah, Jubin Nautiyal, Shasha Tirupathi
Song Lyricists: Mehboob Sarwar
Music Composer: Badshah, Tanishk Bagchi
Music Director: Badshah, Tanishk Bagchi
Director: Shaad Ali
Music Label: Sony Music
Starring: Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor, Leela Samson, Naseeruddin Shah
Release on: 13th January, 2017

The Humma song lyrics:
Ek ho gaye hum aur tum
Humma humma humma
Toh udd gayi neende re
Hey humma…

Ek hogaye hum aur tum
Toh udd gayi neendein re
Aur khanki payal masti mein
Toh kangan…

Yeh pehli baar mile
Tumpe ye dum nikle
Tumpe ye jawaani dheere dheere
Maddham machle re

Humma humma…
Humma humma humma
Hey hamma hamma..
Humma humma humma

Mujhe dar iss baat ka hai bas
Ke kahin na ye raat nikal jaaye
Mere itne bhi paas tu aa mat
Kahin mere haathon se na baat nikal jaaye

Bolunga sach main jo de tu ijazat
Sabar bhi ab karne laga bagawat
Zulfein hain zaalim aur aankhen hain aafat
Lagta hai hone wali hai qayamat

Mat tadpa aise tu
Na kar na-insaafi
Jo ghalti karne wala hoon main
Uske liye pehle se hi maangta hoon maafi

Aye…aye…

Khili chandni jaisa ye badan
Janam mila tumko
Mann mein socha tha jaisa roop tera
Aaya nazar humko

Sitam khuli khuli
Ye sanam gori gori
Ye baahein karti hai yoon
Humein tumne jab gale lagaya
Toh kho hi gaye hum

Humma humma…
Humma humma humma
Hey hamma hamma…
Humma humma humma

Ek ho gaye hum aur tum
Humma humma humma
Toh udd gayi ninde re

Hey humma…

No comments:

Post a Comment

Bollywood Mourns: Zakir Hussain’s Passing Leaves Celebs and Fans Heartbroken!

On Monday, December 16, 2024, the world lost renowned tabla master Ustad Zakir Hussain. The renowned artist, 73, was undergoing treatment fo...